Makai ki Kast
Makai ki kasht sardi aur garmi dono main hoti hai sardi ki makai ye us waqt hoti hai k jiss waqt zameen puri tarha zarkeez ho lykin gaon main ye aam beji jati hai lykin farm main ye bouhat zyada rakbe par muheet hoti hai kasht k dino main tractor se zameen ko achi tarha hal kya jata hai aur tarqi ka kaam tezi se jari hai sardi ki makai ka bohut maza ata hai lykin ess main us ko khushk hone main bohat zyada mehnit karne parti hai punjab main ye zaroori cheez hai purane zamane kast ka tariqa hai.Aur ab nai tariqe se kasht hoti hai.
Aur jab ye kast ho jati hai to masla ess ke dawai aur dekh bhaal ka hojata hai.Makai ki kasht se mahool ko tazgi milti hai makai ki kasht zaroori hai ess se bohut si cheezen banti hain.khutaak mai bhi zaroori hai makai ki kasht se makai aam tor par farm par beji jati hai aur khaas tor par zila okara main ye zaroori tor par bare paymane par beji jati hai.Aur okara ki zameen ise theek tarha se samalti hai Okara main bohut se faram hain jo kasht main awal no par aate hain.Aur kast main bohat mehnat karte hain.bohat sare farm to sirf makai ki kast karte hain aur thek thak karte hain aur ess se bohat faida hasil karte hain choote paymane par bhai kast hoti hai makai ek zaroori cheek aur zaroori fasal hai gandam ki tarha ye zaroor hai.Punjab main ess ki rooti bohat shooq se khai jati hai chaie k saath ye ek zaroori paydawar hai.Aur ye zarorat se zyada bhi kasht ki ja sakti hai.
Aaloo Ki Kasht
Aaloo ki kasht us waqt hoti hai jab zameen thandi hoti hai aur jab zameen main aaloo kasht hata hai to zameen ka thandi hona lazmi hai.Okara main ye lazmi hota hai sab se zyada aaloo Okara Dipalpur main kasht kya jata hai aur us waqt ess ki qeemat bhi bohat hoti hai.Aaloo Insan Ka bunydi zaroorat hai Pakistan main punjab main hota hai puri dunya se punjab ka aaloo ess jaga se pura kya jata hai .Aur ye puri dunya mai mana jata hai punjab,okara main ess khareed bare paymane par pepsi ka hai .Pepsi ess aaloo ko chips wagira banane main kaam main lagate hain .
Dhaan Ki Kaasht
Dhaan Ki kasht pakistan ki bunyadi kasht hai ye ek zaroori kaasht hai . Pakistan Mian esse bare paimane par kasht kya jata hai dhaan ko punjab ka zaroori kasht samjha jata hai punjab main ess ko zaroori samjaha jata hai pakistan main ye ahm hai aur zaroori hai ye pani k bagir nai ho sakti pani ess k baad bhot zaroori hai ye uss jaga hoti hai jhan pani zya hota hai pakistan main dhann us jaga hoti hai jiss jaga pani zayada hota hai dhaan ki kaash ko dehanton main kasht kya jata hai logon ko kaash main zaroori hai pakistan main ye sab zyada hoti hai .Punjab main ye kasht pani k bagir nai hoti pakistan main ye punjab k ilawa balochistan main bhai hoti hai indian main bhi punjab main zaroori hain .Bangladesh main ye sab se zaya haota hai ye us ka ghar hai lykin punjab main sab se zayada hata hain.Punjab main ye sab se zayada pakti hai aur uss k baad main illawa is k waqt bhi zaroori bhi hai.Bangla desh main hoti hai k ilawa zaroori hai pakistan main bhi hai pakistan main kisi k illawa zaroori hai dhaan ki kasht zaroori hai har ek mulk k lye sari dunya punjab se dhaan leti hai .
Dhan ki katai ka marhla bhi bohat mushkal hai ye zaroori hai k katai ko machin se kata jaye ameer mulko main ye jadeed tariqon se kati jati hai lykin punjab main ye machien k ilawa hoton par bhi kati jati hai aur ye sari achi hai ess k tanon se janwaron ka chara ban jata hai dhan ki katai sardion main hoti hai .Bari katai zyada zameen ki katai machien par hoti hai q k ye bohat wat ki baat hai.Dhan ki katai harwester se hoti hai ye pakistan main zyda kati jati hai .Machien se bohat jaldi kati jati hai aur ess se koi bhai cheez zaya nai hoti aur sab theek ho jata hai.








